Introduction to Nouns in English Grammar
Introduction to nouns
Noun English Grammar in Hindi
Noun English Grammar video
English Grammar about Noun
Watch video given below or copy paste URL: https://youtu.be/1iy2Wn2yO_E
Introduction to noun
Noun का अर्थ संज्ञा है। मैं इसे बुलाऊंगा नाम. हर चीज का एक नाम होता है. हम चीजों को नामों से पहचानते हैं. उदाहरण के लिए किताब, कलम, दीवार, विचार, आदमी, चाचा और वाहन। हर चीज का एक नाम होता है। कुछ नाम निजी और खास होते हैं। जैसे अमिताभ, सलमान, आमिर और अक्षय। लेकिन ज्यादातर चीजों को सामान्य नामों से पुकारा जाता है। हम उन्हें लोगों, जगह, जानवरों और चीजों के नामों के रूप में वर्गीकृत कर सकते हैं।
Noun English grammar ka ek hissa hai.
Abhi ke liye hum noun ka matlab naam lenge
Naam ka matlab hum ko pata hai. Naam ka istemaal hum cheezo ki pehchaan ke liye karte hai. Yeh pencil hai. Yeh book hai. Jab do log baat karte hai toh ve woh naam ka istemaal karte hai jo dono jaante hai. Jaise mai hindi mein baat kar raha hoo kyon ke mein English mein he samhjhata toh tumhe samajh nahi aata aur yeh lesson toh ban jaata par tumhe faida nahi deta.
Toh pehle hum kucch cheezo ke naam seekhte hai. Aur aagey hum lagataar shabd ya lafz seekhte rahenge taaki usey istemaal kar sake.
Naam ki category mei har ek cheez aati hai.
Jaiss hamare naam. Jis se hum ek doosre ko pehchaante hai.
Hummey ek doosre ke naam toh pata hai.
Mera naam sauban hai
Aur naam akshay hai, dilip, Muhammad, irfan.
Yeh hamari pehchan hai. Issey proper noun ya naam kehte hai.khaas naam
Hamare doosre naam bhi hai. Un logo ke liye jo hamney nahi pehchante.
Jaise
Aadmi, aurat, ladka, ladki, bhai, behen, maa baap chacha chachi etc
Yeh common naam hai
Ab jaanwar ke naam lelo. Jo jaanwar ham paalte hai usko hum khaas naam dete hai – proper noun
Tommy, fluffy tiger proper naam hai kutte ya billi ke liye
Shehanshah chetak black beauty
Naam rakhte hai ghode ke liye
Lekin common naam kutta, billi, ghoda, tota, khargosh, machli, chuha, hai
Dog, cat, horse, parrot, rabbit, fish, rat
Zyada tar cheezo ke naam aise he hai. Hum unko common naam se he pehchaan te hai.
Chair
Table
Pen, Book, Phone, computer, apple, bus, scooter car
Har ek cheez ka naam hai. Nahi toh uske baare mei baat karna mushkil ho jaata hai
Deewar
Phanka
Khidki
Darwaaza
Aur
Aasman
Badal baarish
Sooraj
Chand
Sitare
Kabhi koi cheez hamey dikhna zaroori nahi hai lekin hum uske baare mei baat karte hai toh naam bhi dete hai
Idea
Opinion rai
Jawaab
Sawal
Tippani
In sab ke bhi naam hote hai
Toh aap samajh gaye duniya mei aisi koi cheez nahi hai jiski insaan baat karta ho aur uska naam nahi hai.
Chalte chalte ek baat batata chaloo ki English mein spellings yaad karna bahut zaroori hai. Urdu aur Hindi mein hum jaise baat karte hai waise hi likhte hai. Par English mein likhne ka tareeka kucch bhi ho sakta hai. Iski wajah bhi hai.
List of 50 nouns to get you started
Word / शब्द | Pronunciation / उच्चारण | Meaning / अर्थ | image / छवि |
Table | मेज | ||
Chair | कुर्सी | ||
Pen | कलम | ||
Pencil | पेंसिल | पेंसिल | |
Boy | लड़का | ||
Girl | लड़की | ||
Man | आदमी | ||
Woman | महिला | ||
Road | सड़क | ||
Wall | दीवार | ||
Car | स्कूटर | कार | |
Scooter | स्कूटर | स्कूटर | |
Bus | बस | बस | |
Board | तख़्ता | ||
Class | कक्षा | ||
House | |||
Building | |||
Phone | |||
Bed | |||
Book | |||
Cupboard | |||
Box | |||
Dog | |||
Cat | |||
Goat | |||
Sheep | |||
Horse | |||
Donkey | |||
Clock | |||
Watch | |||
Television | |||
Computer | |||
Laptop | |||
Sofa | |||
Cabinet | |||
Door | |||
Window | |||
Wall | |||
Shop | |||
Bag |